Monday, November 23, 2020

SHAYARIRS

 SHAYARI 


Waqt Aanay par Har cheez nazar aa jaati hai, 

zubaan khamosh bhi ho, toh batein samaj aaa jati hain,

 shukrguzar hoon is waqt ka, 

jo Aanay wale pal ki Ek jhalak dikhaa jati hai..



..,.....,............... 


--------------------------------------------*--------------------------------------------------

Hasna hasaana koi asaan kaam nahi.. 

iss kay liye dilwale hona zaroori hota hai....

Dosti banana koi asaan kaam nahi hota... iss kay liye khuda ki manzoori hona zaroori hota hai...

. ....................................... *..................................................

 Main mitti hoon.. Ismay Mil jaaunga.. Kudrat ka phool hoon...phir say khil jaaunga..

 Meri hasti ka mujhe guroor nahi. Main toh pani main ghul jaaunga..


No comments:

Post a Comment